Answer |
1)Imam Jafer Sadiq a.s se manqool ha k jo sakhs qamar-dar-aqrab me nikah kare ga wo is nikah main khair nahi pay ga. (Ref: Tehzeeb-ul-islam, pg # 127)
2)Qamar dar aqrab main nikah kerna makhrooh hay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Minhajus saliheen, part#3, maslah #3 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
Note: is din nikah kerna faqat makhrooh hay haram ya najaiz nahi.
|