Answer |
Quarn main darhi ka zahiran koe hokum nahi laikin bohot si ahadees main is ka zikr aya hay in main se aik hadees paish e khidmat hay.
Rasool Allah ne farmaaya: Aatish parast apni dhari mondte hain aur mouche barhaate hain aur magar hum musalmaan mouche chuti aur dhari lambi rakhte hain aur ye fitrat k mutabiq hai. Update on dated 17-04-2015.(Ref: Jadeed masail,jild#1,Mafhoom e pg# 78). (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).
|