Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question muje yehi puchna hain k mery abu both bemar ty or uno na 5 rozy ramzan shrif k rozy rhky ty as k bad un ki haalth both krhab ho gi te or uny doctr na mana kardia ta wo hospetil main admit ty 2 months k bad un ki death ho gi hain main un ki beti un ki jga rozy rhkna chati ho kaya main rhk shkti ho plz muje zaror bty  
Answer Agar koi shaks kisi bemaary ki waja se ramzaan k roze nah rakhe aur is muddat k guzarne se phele k jis me wo in rozo ki jo us ne nahi rakhe the qaza kar sakta ho mar jae to in rozo ki qaza wajib nahi hai. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1673). Update on dated 17-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.