Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question shaadi ke baad agar biwi kisi aur ke saath hum bistari karey aur is the shawahid mojood hoon to kiya ahkam hain. Mazeed yeh ke agar biwi apne husband per kala jadoo karway aur us se husband ka karoobab/job ke bandish ho to kiya ahkam hain. 
Answer 1)Agar shohar daar aurat zina kray to ehtiyat e wajib ki bina par wo zani par hamisha k lie haram ho jati hai laikin sohar par haram nhi hoti hai aur agar toba aur istegfar na karay aur apnay amal par baqi rahay (yani zina kari trk na karay) to behtr ye hai is ka sohar isay talaq day dai (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzee hul masail,33rd Edition,maslah #2367) 2)Difa-e-Shaitaan aur Jado ke liye Surah-e-Ahraaf Ayat No 54 Parhay (Mafati Jinah pg#208) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.