Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Ayatuallah Sistani` 
Question Mera sawal najasat se related hai.. aqa mera masla yeh hai meri aksar okat uthtay bhethay pishab ki jaga se pishab ke katray girtay hai..jab ma wazoo kerta ho aur juk ker masa kerta ho tau nikal jatay hai jis ki waja se meray libas aur body dono phir se na pak ho jati hai aur meray liye yeh mumkin nahi ke un ko sahi ker sako..aisi soorat ma kiya hokum hai...agar ma us halat ma namaz perhta ho..tau meri namaz ke baray ma kiya kabool hai aur isi tarah imam barghar wagaira ma is halat ma gunah ka dar laga rehta ho .. meri madad kijyai.shukriya  
Answer Agar kisi ko peshab ya phakhana bar bar you ata ho k isay wuzo kar k namaz ka kuch hissa parhnay ki bhi muhlat na ho to us ka 1 wuzo chand namazo ke liye bhi kafi hai albatta behtar ye hai ke har namaz ke liye 1 baar wazo karay. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 33rd edition, maslah # 308) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.