Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalamo alaikum sir Mery 2 swal hai 1. Me shadi shuda hun or job krti hun. Meri ami and behn bhaio ka koi zarria mash nah hai so main unhain mali tor per pori tarhha madad krti hn. Mera swal hai k kia main unhain zakat de skti hn? 2. Mjy shadi pr jo gold lerky walo ki taraf se mila hai kia us pr zakat mjy deni hai? 
Answer 1-Behen bhaeyo ko zakaat di jasakti hay agar on main zakat k mustahaq ki tamaam sharait(maslan 12 imami shia ho,bay-namazi nah ho,khullam khulla gunah nah kerta ho,zakaat k maal ko haram main kharch nahi kare ga. Waghaira ) maujood hoon.2-Sonay k zewaraat per zakat wajib nahi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1864-5,1911). Update on dated 17-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.