Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name Aayat-ul-Allah Seestani  
Question Salam, is it permiscible to play card(tash)without bet just to enjoy with friends? Q.2. is it allowed to play chess, or cards on computer without any bet? 
Answer 1)Joay k tamaam alaat k zerye jaisay cards(taash) hain, khelna haram hay basharte keh kisi maal ki saht per khaila jay, balkeh Ehtiyat-e-wajib ye hai k maal ki shart k beghair bhi juwa baazi ko tark kiya jaye. Or computer per jua khelne ka yehi hokum hay. (Ref: jadeed fiqhi masail pg#255+259,masla#470+488) 2) Computer per bhi 2 afraad ka mil ker shitranj khelna haram hay or ehtiyat e wajib ki bina per 1 admi bhi computer k sath mil ker shitranj khele tub hi haram hay. ( Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Jadeed Fiqhi Masail, maslah # 469) (Khuda aap ki Tawfiqaat mein Izafa Farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.