Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aoa. My question is that ke agar ghar par koi asaraat hai tou kia us shaitani makhlooq ka ghar ke kisi fard ki shaadi mein rukawat ban sakta hai. I will explain by an example agar kisi ne kisi par kala jado karwaya hai ke wo mar jay aur wo insan waqai bohat buri condition mein puhanch jaey aur us ke ghar walay us ke liye dua kar rahay ho ke wo baach jaey not knowing that whatever is happeninng is because of black magic tou agar khuda chahe tou jado tooth sakta hai na ya wo insan mar kar hi rahe ga?? 
Answer Jadoo k tor k lie surah araaf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 sai 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jadoo kia gya hai inshallah jadoo ka asr jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran pg # 55) 1)Jadoo k lie: Imam jaffar e Sadiq a.s. farmatay hain k jo surah e jin ki apni zindigi mai kasrat sai tilawat karta hai to wo jinnat aur in k shar sai mehfooz rehta hai. (Ref : Dunya o aakhirat ki 100 preshanio ka hal pg # 36) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.