Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Mainy aj quran ki jhooti kasam Khai uper hath rakh kr us kam k liye jo Mainy hi Kiya tha or kaha k main ni kia agar mai aisa na krta to Meri job chali jati or ab main Bohat pershan ho? Plezzz batayn main kya kro kya Allah mujy maff kray ga, ya ni? 
Answer Agar koi shakhs qasam khaye k me jo kuch keh reha hoon sach keh reha hoon to agar sach keh reha ho to qasam khana makrooh he aur agar jooth bool reha ho to haram hai,Lakin is k kaffara nahi hota he (lekin chonke ye ek haram kam hai lehaza sache dil se istighfar ki jaey, allah maaf kerne wala hay). (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2638). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.