Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir A.A. Mera ap SE sawal yeah hey k Janabat k foran bad Jo libas pehan lein, kya woh libas pak rehta hey ya nahi? Or kya wohi libas dobara ghusle janabat k bad pehan saktay hein or esi libas me farz namaz or deegar ebadat kar saktay hein k nahi? Kindly response me as I have to change my dress on daily basis to offer prayer. Thanks.  
Answer 1) Nijasat sai faqat wo cheez najis ho gi jis par nijasat ki is qadar tari lagi ho k aik ki tari dosere me muntakhil ho jaay to dosere cheez najis ho ge. is k alawa koi aur cheez najis nahi ho gi. (agar libaas nijaasat se najis nahi hoa to us libaas me namaaz perh sakte hai ,aur agar najis ho gaya hai to namaaz perhne k lie us libaas ko paak karna zarori hai ) (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 119,786) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 2) Jo shaks haram kaam k zerye se junub hoa ho os ka pasina paak hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masail, maslah #114) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.