Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Janab rizq k hawaley se sur-e-yousuf ko likh kar ghar k bahir wali diwar mey chupa dyny waley wazeefay ki mazeed maloomat ki darkhuwast hey. Kia poray sur-e-yousuf ko aeyrab k sath yani zair zabar paish k sath likhni hey ya bagair airab k bhi likhi ja sakhti hey. dono mey afzal tareeh amal kon sa hoga? please jaldi jawab dijiey ga. Shukria.  
Answer Riwayat mai hai k jo shakhs subah k waqt kisi sai baat karnay sai pehlay 3 bar surah e maida surah # 5, ayat # 114, ki tilawat karay osay waha sai rozi milay gi jahan sai osay wahm o ghuman bhi na ho ga. (Ref : Kitab payam e shifa Pg # 232) ayat (rab’ban’a anzil alina . . . . . . khairur razaqeen )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.