Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question asslamo alikum ...sir maine ek website pe padha tha ki mazzi k kapdo me lag jaane se kapde napak ho jaate hain...aru nafseislam.com me suna k mazzi napak hote hain..aur ek aur jagah suna k rk sikke k barabar mazzi k kapdo pe fail jaine se namaz nhi hoti...to mai aap se jaana chahta hun ki tafsil se bataye k mazzi k kapdo pe lagne ke kya ahkaam hain...aur ye pak hain ya napak?? 
Answer Wo ratubat jo khabi khabi shehwat ubhrnay par mard ki ala e tanasul (penis) sai kharij hoti hai osay mazi kehtay hain, agar peshab us se mila hua nah ho to mazi pak hai. Agar mazi k ane se pehle wuzu tha tu wuzu bhi nahi totay ga.or namaz k liay is ko paak kerna lazim nahi. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 70) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.