Answer |
Allah k ilawa kisi dosray ko sajda karna haram hai. baaz loog jo imamo k mazaraat k samnay peshani zameen par rakhtay hain agar wo Allah ka shukar ada karnay ki niyat se aisa karain to koi haraj nahi warna mahal e ishkaal hai. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 1077) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). |