Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name sistani, 
Question is juma namaz farz,wajib or sunnat?....and why? 
Answer wajib aur farz me farq : 1. Wajib or farz har wo amal hota hay jis ka anjaam daina shariyat/islam ki nigah me zarori or laazimi ho. (ref : tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) fiqhi istelahaat pg # 479). 2. Juma ki namaz wajib e takhyiri(optional) he. Is se muraad ye he ke juma k din mukallaf ko ikhtiyaar he k agar namaz juma ki shara’it majood hoon to juma ki namaz perhain ya zohar ki namaz perhain layhaza agar insaan juma ki namaz perhe to wo zohar ki namaz ki kifayat karti he. (Yani zohar ki namaz perhna zarori nahi ) (ref : Tauzeeh e ul masayl ayat ullaha sistani (d.b.) masla # 720) (tamam ibadaat kurbat ki niyat se anjam de jati hein.).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.