Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Aoa i wana ask k agr shadi psnd ki na ho ghr walo k oresur ma akr ki gai ho or shohar bv ko touch nai krta pas nai jata usky tu kya aisi sorat ma wo gunahgar hy? 
Answer 1) Agar aurat aur mard ko ya in me se kise aik ko isdewaj (shadi) per majboor kiya jaay aur nikah k baad wo ijazat de de to nikah sahe hai.laikin behter ye hai k dobara nikah perha jaay . (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #2335,2339 ) 2)Shohar apni jawaan bivi say 4 mahinay say ziyada muddat(time period) k liay hambistari(intercourse) tark nahi kersakta. Except oski bivi khud 4 mahinay say ziyada muddat k liay hambistari tark kernay par raazi ho. (Ref: Tauzeehul masail,ayatollah Seestani,maslah #2382) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.