Question |
Assalam alaikum. Mere ek bade bhai hain, wo bahot sharif aur nek dil insan hain lekin wo bilkul bhi job karna nahi chahte hain. Wo pahle ek do jagah job kiye hain lekin ab wo bilkul bhi kaam karna nahi chahte hain. Ghar me sb log unko samjhata hai lekin phir bhi wo kaam karna nahi chahte hain. Aap kuch aisi dua ya wazifa bataen jisse unka dil aur dimag kaam ki taraf ho jaye aur jaldi se unki shadi bhi ho jaye. Apki bahot shukrguzaar rahungi. aur aap jaldi iska jawab den shukriya |