Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question job nhi lag rhi 
Answer 1-Surah e talaq surah#65 ayat#2 ka akri hissa and ayat#3 puri yani(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tu isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(ref:book payame shifa pg#229) 2-Dur e nazeem main heh agar koe in teen naamo ko har rooz 11 mertabah perhe gat u oski tangi e mash wusat e rizq main badal jay gi. ‘الکریم الوھاب ذوالطول’(alkareemul wahaabo zut,taul). (Ref: Nawa e saliheen, pg#345). 3- kisi aik namaz k baad har roz 15 mertaba awwal o aakhir salawaat k sath sorah maida(sorah#5) ki ayat# 114 ayaat perha karain tu bay hisab rizq ki farawani hogi.(Ref: Nawa e saliheen, pg#345).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.