Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question m ny abu k samnay yaseen surat py hath rakh kr qsm khai thi k m us larki sy baat nai krun ga or wo meri behan hai ye qsm m nay mjbori m khai ku k abu nay kha k wo apna taluq mere sath or puray ghr walun k sath tor dain gay meri ami ko cancer hain abu nay kha k wo un ka ilage b nai krwain gay is liyeh majbor ho kr m nay ye qsm uthai koi b hal hai to btaye m ye qsm htm krna chahta hn please ? 
Answer Aisi qasam sahi nahi hai lehaza us qasam per amal karna wajib nahi hai aur kaffara bhi wajib nahi hoga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2634). Update on dated 23-07-2015 (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.