Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question kisi larki ka nikah krdena jabke wo pehle se kisi k nikah me ho.is ki shariyat me kia saza ha  
Answer Shadi shuda orat ka dusri shadi krna haram hai. Or parha jane wala nikah batil hoga, or agr us doosre shakhs se jinsi taulaqat qaaim hojaen to wo zina shumar hoga or ye orat us dusre admi k liye ehtiyat e wajib ki bina per hamesha k liye haram hojayegi, chahe pehla shohar talaq bhi dede phir bhi dusre shakhs se uski shadi nahi hosakti.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2366-2367). Update on dated 21-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.