Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Meray Maa baap me bohot jhagda hota hai WO dono namaz bhe partay hain Quran bhe magar koi unme se zaban pe qaabu nai rakhta me unki akloti aulad hu aur gusse me aakay unhe chup karanay k liye meri awaz bhe unchi ho jati hai aap ye btayen k Islam is baaray me kia kehta hai mujhe kia karna chahye? Aur meri awaz agar unchi hoti hai to sirf apni Ami ki bhalai k liye k baat na bar hay.kia me gunahgar hon ge? 
Answer Bête(ya beti) k aqide k mutabiq waldain ki jo raay aur muakaf sahe nahe , is me in se bahas aur mubaisa karsakta hai . laikin bête (ya beti ) k liye zarore farz banta hai k waldain se bahas wa mubaisa k dourain adab aur tehzeeb ka khayaal rakhe aur in ki taraf ghoor kar dhekhne se bhe ghuraz kare . apne awaz ko waldain ki awaz se ziyada buland na kare che chai k tanwa taaz alfaz istemal kare jo batareeq aula jaiz nahe . (Ref : Jadeed faqhi masail , ques # 347 , pg # 213, eidition 5) Aulad per waldain ka sath ahsaan karna aur un ka ehteraam karna wajib hai . (ref:sistani .org, urdu, waldain k huqooq ,que:1). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.