Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Kia peshab rokne pr peshab k kuch katre nikal jane se bhi kapre na pak ho jate hai aur kia ghusal farz hota hai? 
Answer Peshaab kharij hone se ghusl wajib nahe hote laikin namaaz perhne k lie wuzu karna zarori hai. Agar libas peshab sai najis ho jae to os ko pak karnay k lie qaleel pani ko 2 dafa os par bahana zaroori hai ta keh pak ho jae aur har dafa pani daalnay k baad os kapray ko nichora bhi jae. (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah # 322,154). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.