Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question sawal no 1 mera jisam boht kamzor ore ptla he meri age 23 sal he mene boht madicen khaioar boht totky istmal kiye par koi faida nahi howa agar thora bhot hota he tu wo bi arzi tor pe hota braey mehbani mujhe koi acha aor best hal bta de . sawaw no 2 meri umar23 sal ho ge he par mera qad 5 fit he mjhe sub thara thra ki bate karty he plz mera ye madla hal kar de khada ap ki umar hamesha slamt rakhe me hamesha ap ke liye dua go raho ga 
Answer Nihaar moonh khajoor k saath dhoodh peenay se khoon saaf hota hay or wazan(weight) main izafa hota hay. 2- Hara dhaniyah (Green Coriander) ka taza ras or lemoo(Lemon) ka ras mila ker rozana subah peenay se khoon saaf hota hay or wazan(weight) bertha hay. 3- Raat ko bhens(buffalo) k dhoodh main sabut chanay bhigo dain or subah kha lain, is se qoowat aati hay or wazan main izafa hota hay. 4- Khajoor(dates) 10 tola or khishmish( raisin) 5 tola rozana khanay se bilkul sookhay hoay aadmi k jism main naya khoon paida hota hay or bohot faida hota hay Darj zail ayaat e majeeda ko subah ki namaz k baad 11 martaba pani par dam kar k pi lain to qad lamba, baal ghanay aur nazar e bd sai mehfooz rahain gay. i: Surah e furqan surah # 25,ayat # 45 ka shru ka kuch hissa, ( ﺍﻠﻡﺘﺮﺍﻠﻰﺮﺑﻚﻜﻴﻑﻤﺪﱠﺍﻠﻆﻞﱠ ) ii: surah hajj surah # 22, ayat # 5 ka kuch hissa (ﻔﺎﺬﺍﺍﻨﺰﻠﻨﺎ…………ﻭﺭﺑﺖ), iii:surah e fateh surah # 48, ayat # 29 ka kuch hissa (ﺴﻮﻘﻪ ……… ﻜﺰﺭﻉﺍﺨﺭﺝ), iv:surah e qalam surah 68 , ayat # 50 and 51 (ﻭﺍﻦﻴﻜﺎﺪﺍﻟﺬﻴﻦ………ﺬﻜﺭﻠﻠﻌﻟﻤﻴﻦ) (Ref : Naway e Salaheen pg # 327) Jis k sar k baal bhuoot kam ho to surah moumenoon lighe kar taveez phene inshaallah baal kasrat se hoghe.(ref:tajaliyaat quran,pg:105) wazifay par bhi amal karain jo is k alawa qad ko barhanay k lie homoeopathic k drops aatay hain jin k istemal sai bhi faida ho ga. aap apnay qareebi homoeopathic store sai kent 35 khareed kar din mai 3 time aik ghont pani mai 10 drops daal kar istemal karain. Drops k nam (kent 35) hai.(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.