Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question namaz e zuhrain ka tareqa aur timing 
Answer Namaz e zohar,aur asar me se har aik ki 4 rakhat hai, (Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #717 ), Zohar aur asar ki namaaz ka waqt zawaal aftab (zohar share) k baad se ghuroob e aftab tak hai. Yani jab zohar ka waqt share ho jaay to phele zohar ki namaaz perhe aur us k baad asar ki namaaz perh sakta hai. zohar share ka matlab (1/2) din ghuzar jaana hai . maslan agar din 12 hours ka ho to suraj nikalne k 6 hours k baad hoga. .(Ref: Ayatullah Sistani(d.b),Tauzeehul masail 31st edition, maslah #718 ) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.