Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir quraan me tmhaari biwi tmhaari kheti h jis taraf se chaho dakhil ho Lekin ek sahaba ne Allah ke nabi se pocha mene apni biwi ke saati piche she humbistari Ki Allah ke nabi ne mana kr dya or ye haraam Bhi he ab aap is baat par roshni daaliye aap kis cheez ke according bta rhe ho isko isko biwi Ki marzi ke upar depend he 
Answer Biwi k peechay k maqam(maqam e pakhana) main hambistari kerna biwi k raazi nah honay ki sorat main ethiyaat e wajib ki bina per haram hay, agar biwi raazi ho tu jaiz hay laikin shadeed makrooh hay). Update on dated 20-11-2015. (Ref : Ayatullah Seestani(D.B) Al-masail e mutakhaba, maslah # 67). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.