Answer |
• Ehtiyate wajib ki bina par tashaud mai Ali un wali ullah parhna jaiz nahi hai. (ref:mujtahid sy puchay gaey sawalat,q#90,pg#45,1st edition)
• Agar namaz k tashahud main shahadate saalisa perhne wala jahil e qasir ho tu namaz ki qaza nahi laikin agar jahil e muqassir ho tu ehtiyaat e wajib ki bina per namaz ki qaza wajib hogi. (Ref: Mujtahid say pochay gaye sawalaat,part# 2,ques# 90 )(Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)
|