Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Sir mea bht preshan ho meri ak hi beti ha 4 class mea ha 2nd feb ko us ka final pehla paper ha...bht laprwa ha jo sabaq yd krati ho bri mushkil se yd hota ha hfza bht kmzoor ha yd ho b jay to agle din bhool jati ha ata b ho to ni krti prhaii mea dil nai lgta etni mehnat krati ho koi faida ni mea bht preshan hi k fail na ho jay muje koi prhai btaey k hfza teez ho prhai mea dil lage or sabaq achhi trha yd ho jay or sb se brh k papero mea achhy num se pas ho jay 2 feb ko pehla paper ha plzzz jldi reply kijey ga.... 
Answer • Riwayat ke mutabiq Surah Taha ki Ayat 25,26,27,28 ko har roz 3 martaba parhay tu ye har qisam ki faramoshi ko khatam kerti ha or hafizay ko mazboot banati ha.(Ref: Nawa e Saliheen, pg#333) • Agar koi talib-e-ilm chata ha ke is ko sabaq yad ho jay tu is ko chaye ke Sura Aaraaf ayat 171 ko kisi kagaz per likh ker is kagas ko apnay mazmoon(sabject) ki kitab me rakh de tu wo sabaq is ko Insha Allah yad ho jay ga.(Ref: Naeemul amaal, pg#354) • Imtihaan me kamyabi ke liye ye nihayat mujarrab ha lihaza imtihaan me asaan exams ke liye center jane se pehle 7 martaba Surah Al-Infaal Ayat 62 ko awal or akir 3 martaba durood perh ker jay. (Ref: Naeemul amaal, pg#354). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.