Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question maine meri shaadi se phele kuch galath kiya ho.agar mai shaadi ke baad mere shoohar ( Khabinds) se kuch chupaya hai to kya yeh galath hai Kyun ki mai jab se maine apne shoohar se shaadi hone ke baad, (allah ke fazlo karam) se maine unse kuch bhi nahi chupaya hai lekin shaadi se pheli ki baad phi maine apni bare mai bahut kuch bataya hai lekin ( Thoda aisi baat hai ke mai unhe nahi keh sakti ) toh kya yeh galath hai ? Kya Allah Tala Mujhe Maaf kardenge ? Mai bus apne shoohar ko kabhi takleef nahi dena chahati hu  
Answer Dosray ke saamnay gunah ka iqrar kerna jaiz nahi hai. (Ref: Mujtahid say pochay gaye sawalaat,part# 2,ques# 223 ). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.