Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistni 
Question AOA SAWAL...ager koi shakhs apne brothers se alag hone se pehly kisi khalisa zameen per darkht lagay ab dosry brothrs se alag hoty waqt wo darkht(jo us shakhs ny lagaya tha)kaisy taqseem hoga usi ek shakhs ko milega ya tamam brothers ma baraber hoga???plz ans jaldi baijh di jaiga.. 
Answer Agar insan kisi k sath is qism ka muaida karay maslan phal dar darakhtoon jin ka phal khud is ka maal ho ya is phal per is ka ikthiar ho aik muqqarra muddat k lie kisi doosray shakhs k supard kar de take wo in ki neghagisht karay aur inhain pani day aur jitni miqdar wo apas me tay karain is k mutabiq wo in darakhtoon ka phal le le to aisa maamla musaqaat kehlata he. Agar maamla aisa nahi tu pora darakht aap ka hay. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2201) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.