Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name agha sistani 
Question Q.ma hosptal ma kam karta ho during operation hamen aurato ka jism ko hath lagana parta ha aur wo eza jenhen dakhna jaiz nai hota un eza ko b dakhna parta ha e.g bache ki peidaish ka waqat aurat nurs na ho to hamen hi dakhna parta ha plz hamara shari fariza kia ha? 
Answer Agar insane kisi shakhs ka illaj karnay k silsilay me is ki sharamgaah per nigah dalnay per majhboor ho to ethiat e wajib ki bina per osay chahaiay k aaina(mirror) samany rakhay aur is me dekhay. Lakin agar sharamgah per nigah dalnay k alawa koe aur charah(zarya) na ho to aisa karnay me koe ishkaal nahi he. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2406). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.