Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name ayat ul sistani 
Question hum ek ladki se pyar karte hai mera dil chata hai ki hum uskai saat waqt guzarna chate hai to kya islam mai iski ijazat hai us waqt mai usko hum bus dekhana chate hai aur usse baate karna chate hai 
Answer 1)Fuqaha e karaam is baat ki tasreeh kartein hein k shak aur lazzat ki niyat se auratoon ko dekhna haram he aur lazzat ki nigah ka matlab ye he k un ki taraf shehwat se dekha jaay aur shak ki nigah ka matlab ye he k fail e haram me mubtila hone ka khof ho. (ref : jaded faqhi masayl masla # , 458 pg # 253) 2) jins e mukhalif se dosti kerna jaiz nahei koun ke ghuna me mubtila hone ka khof majood he. ( kitab nigah aur libas ques # 106 , pg # 69). (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.