Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Me ne apny saray achy rishty thukra deyai. Sirf us k kahny per. Aur waadon aur kasmon ke waja s. Ab usny dekha m n saray rishty thukra deyai to wo apna ghar bachny ke batain krny laga. Aur ab uske bv usko kahti h k agar us n mjh s shadi ke to wo bachon ko lykr mar jayege. Pehly wo us k hakok k leyaai leyai nhe larta tha. Balky mjhai kahta tha k wo uske life m na hony k baraber h. Kyun k us aurat n usko bezar keya to wo mairay pas aya. Ab kahta h. ALLAH B US K HAKOOK rakhen h. Allah k hukum ko jb yaad krna jb ap kisi ko aisay wadon m bandh kr agay lao k uske zindage kharab hojaye. Jb Us aurat k hakook apko yaad na ayen jb ap kasmain kha rhy thy waady kr rhy thy. MJHAI is ka answer dy dain plz. Khudkushi haram h. Warna wo kr jati.  
Answer Jo koe kise hajat k lie surah yaseen ki ayat no:40 ko 7 baar perhe to is ki hajat pure hoghe. ( ref: payaam shifa, pg: 249) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.