Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question as salam janab main pabandi se khumes ada karta hoon laikin 2 sal se mujh par khumes wajib nai hua to batain main jo apni bivi ko mahana kharcha daita hoon wo commetti dal kar saving karti hai tu kiya us ki saving par khumes wajib hai 
Answer jo paise insaan apne wife ki milkiyat k tour per deta hai to phi us ki wife un paiso ki maalik ban jati hai aur in paiso k silsile me shohar per koi khums wajib nahi ho ga . In paiso per bivi ki khums ki tareekh per bivi per khums wajib hoga.(Ref : Mujtahid se pochay gaey sawalaat, part # 4, sawaal # 99 pg #55) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.