Question |
assalam alekum, meri shadi ho chuki hai. mera pehla bacha ma ke pait main hi alah ko piyara ho gaya, or dusra dunya main main aakar 1 month hospital main reh kar alah ko piyara ho gaya. kuch aisa wazifa batai ki hamara third baccha hamare sath rahi. |