Answer |
Jado k torh k lie surah araaf ayat 118 sai 120 aur surah yunus ayat 81 say 82 aur surah taha ayat 69 ko pani par dam kar k aisay mareez k sar par pani chirkain jis par jado kia gaya hai inshallah jado ka asar jata rehay ga. (Ref : Tajalliyat e quran, Mafhoom e pg # 55). Update on dated 21-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |