Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question surat ul furqan mein musalmano k liye kya hidayaat bheji gai? 
Answer Surah furqan me allah ne rasool ki risalat ,apna (khuda ka ) be-aulaad hona ,har cheez ka khaliq khuda hi hai , kuffaar e makkah ki shararat ,jahanum walo ki halat , dunya har shaks k liay imtehaan ki jagah hai ,qiyaamat ka tazkira aur kuffaar ki hasrat ,qiyamat me rasool ka istegasa , hazrat musa(a.s) aur haroon(a.s) ka tazkira ,qoom e samood ka qissa, kuffar k rasool(s.a.w.w) per ayterazaat ,shab o rooz ki taqseem,asmaan o zameen 6 din me paida hoe ,khaas bando ki sefaat waghaira ka tazkira hay. (ref: quraan ka terjuma, moulana farmaan ali, mafhoom e pg: 573). Update on dated 30-04-2015. (khuda aap ko uloom e aal e muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.