Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name  
Question maine jazbat me aa kar ALLAH ki kasam khai thi k aj k bad bury kam nahin karonga.leken ab mujhy lgta hai k mai apny irady me kamzor hota ja raha hoin.mujhy dar hai k kahen mai kasam na tor bethon.agr aisa hou tu kafara kia hoga 
Answer Jo shakHs qasam khaye zarori hai wo baligh or aaqil ho or apne iraday or ikhtiyaar se qasam khaye. lehaza agar koe shakhs jazbat men aaker bila iradah ya bay ikhtiyaar qasam khaye to aysi qasam sahi nahi hogi. (Albatta Gunah ko tark karna har shakhs k upar lazmi he chahe is k liye koe qasam khai ho ya na khai ho) (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2633-34). Update on dated 31-07-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.