Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Assalam u alaikum. Mera sawal ye hai k kya periods ki halat mein aurat Allah k naam ka locket pahen sakti hai? . Agar pehle se pehna ho aur gold ka ho to kya bathroom jate hue ya periods me utaar dena chahie ya pahen sakte hain  
Answer Agar Allah k naam k locket ki likhae(writting)aurat k badan k kisi hisse se diret mass (touch ) nah ho rahi ho to wo pahen sakti hai . (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #448,354 ,131). Update on dated 30-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.