Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name waswasu aur gunaaho 
Question Assalaam Alaikum mere sawal yeh ke jab musalman insaan apne andar bahut se qeyalat aur waswasu paida karta hain iss waswasu se bhi apne allahtala aur rasoolallah ke bare mein bahut se zada galaat qeyalat aur wawasu se socha hain jo is haal mein wo musalman gunaahagar tu hain magar phir use ahsaas hota hain phir tubha karta hain tu allahtala use mahaaf karenge kyun ki allahtala tu gafooru raheem hain magar yeh adat hamesha ki hogaye hain tu assa insaan ko kya karna chahiya please answer deena 
Answer 1)Shak karna justiju ka muqadma banta he aur inkar karna aur na mann’na kufr hota he. (ref : Mujtahid se pouchey gay sawalat part # 1, ques # 201, pg # 95). 2)Namaz e shab k bad ya waqt e sahar 111 martaba “ya samad’o” parhnay wala ahal e yaqeen k martabay per pounch jay ga. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal pg # 43) (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.