Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question Agar shohar kisi gunah main mubtila ho ho aur biwi usay roknay ki taqat na rakhti ho to usay Kia karma chahiye??? Aur Kia khuda k Han us se is baray main sawal kia jaye ga k shohar Ko kion us gunah se na roka?? 
Answer Agar kisi insaan k naik baat qabool karne ka ehtemal (chance) ho to amar bil maroof or nahi anil munkir wajib hai aur ghunah se rookna wajib hai aur agar baat qabool karne ka ehtemal nah ho to ehteyaat e wajib ye hai k karahat aur naraazgi ka izhaar ghunaghaar k is kaam nashaista per kare, chahay jaanta ho k wo is ka asar nahi le ga. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #2009). Update on dated 30-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.