Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalamwalekum miane ek kafir ladki se nikha kiya. aur nikha se pahle myne use islam ke bare me sb kuch sikhaya. aj bh my roz rat ko sone se pahle use islam ki puri history aur allha ke bare me batata hu. humare jine se leke marne tak hume islam ki jo shariyat hai wo sb sikhaya. kya mre nikha jayaz hai. 
Answer Agr us larki ne nikah k wqt islam qabool krliya tha, or us larki k wali(bap ya dada) ne usko nikah ki ijazat di thi to nikah sahi hoga lekin agr in baton men se koi ek bat bhi nahi thi to nikah sahi nahi hoga.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2362-2341-2342). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.