Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question SALAM, ME NE EK SAWAL BHEJA THA LAKIN AB TAK KOI JAWAB NHI AAYA? MERA SAWAL YE HAI K NIKHA K BD OR RUKHSATI SE PHELA AGAR MASHRA ME IJAZAT NHI HAI TO LARKI K LYA ZARORI NHI HAI K WO KHUD KO HUSBAND K SAMNE PESH KRE LAKIN AGAR PESH KR DE YA HUSBAND YA WIFE ASI DEMAND KRE YA PHN PER KOI AASI BAT KRE YA HUMBISTARI KRE TO IS BARE ME KIA HUKAM HAI KIA IS KA KOI GHUNA HAI YA YE KARNA IS K KRE ME BHE WOHE SAWAB HAI TO JO RUKHSATI K BD HAI OR RUKHSATI SE PHELA KRNA ME BHE PHELA SHADI KI RAT WALE AMAL KRNE PERHA GA. WAITING FOR YOUR BEST REPLY JAZAKALLAH 
Answer Agr riwaj yehi ho k jab tak rukhsati nahi hoti us wqt tak larki apne apko apne shohar k liye pesh nahi krti, is tarah k goya rukhsati se is ko ek zimni shart samjha jata ho to phir larki per wajib nahi hai jab uska shohar us se mutaliba kre to wo us ki ita’at kre, Albatta Nikah k zariay aurat mard per aur mard aurat per halal ho jate hain, lehaza agr pesh kar chuki ho to un per koi gunah nahi q k jaiz hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # after 2327)( Mujtahid se poochhe gaye sawalat,Edition# 2nd,Mafhoom e Maslah # 149, page # 72). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.