Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name None 
Question Main ek 23 saal ka ladka hoon main ne aj tak kisi mujtahid ki takleed nahi ki hai kya main is waqt aqae Sistani ke fatwoon ke saath unki tarleed kar sakta hon. 
Answer 1)Agar koe mukallaf aik muddat tak kisi ki mujtahid taqleed kiaay baghair amaal baja laata rahe to agar us k amaal hukm e waqae k mutabiq hon ya us mujtahid k fatwe k mutabiq hon jis ki taqleed karna abhi us ki zimmedaari he to wo amaal saheeh tasw’wur kiay jaa’en gay is k alawa bhi agar wo jaahil e kaasir ho or amaal ka naqs arkaan waghera k aytebaar se na ho to bhi us k amaal saheeh taswwur kiay jaa’en gay. 2) Jis mujtahid ki taqlid ki jaye woh mard, baaligh, aaqil, shia isna asheri(12 imami shia), halaal zaada, zinda or aadil ho. (Ref : Tauzeeh e ul masayl Ayat Ullaha Sistani (d.b.) Masla # 2 , 12) Note : Aap ayatullaha sistani d.b. ki taqleed kar sakhtay hein. (Khuda aap ki tawfiqaat mein izafa farmaye)  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.