Answer |
Ager pori sajda karne wali jagah main (yani peshani) main koe aisi jagah ho jahaan agar sajdah kiya jaey to khoon nahi nikle ga to us jagah per sajda karain, or agar nahi hai to peshani k atraaf ki jagaho (dono kanpatiyon) main se kisi aik se sajda karain. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1053 , 1054). Update on dated 07-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |