Question |
Assalam walaikuma janab mere sawal ye hai k shohar arab me ho aur 4 sal hone k bad bhi ane ka irada na kar rahe ho aur na biwi bache ka kharcha dekh rahe ho aur sirf gali galoj karne ke liye cal karna warna na karna aise kar rahe ho is halat me agar biwi bath hi na kare cal ane par bhi cal na uthaye khatae taluk karle to kya talaq hojayegi aur agar hogi to kitne din ki muddat me,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,................................................... |