Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question assalam walaikum mai ap se ye puchana chahati hun k meri jab se shadi hui hai tabhi se mere shohar muz se hambistar hote hai per tab jab un ke dil me ayega tab nahi to wo muze puchate tak nahi wo muz se hamesha kehate hai ki wo muze pasand nahi karte muze kehate hai ki mai ghar se chali jaun ghar me kisi bhi bat per zagada hota hai our wo muze hi doshi manate hai han muze ulta bolane ki adat hai per mai galat bat hui to hi ulta bolati hu per un ka kehan hai ki galat bhi hai to mai sahi kahun us chij ko jo bat maine nahi ki to mi kaise kahun ki maine ki hai kar ke shadi hui tab se naraz rehate hai bas dil me aya tab hambistar hone ke liye ate hai mai une is bat ke liye mana nahi karti per mera kehane ka ye matalab hai mere shohar ek taraf muze hamesh pasand nahi karta kehate hai our mai tuze talak deta hun aisa bhi kehate hai mai ne shadi hui tab se un ki har baat ko pura karti hun halaki wo muz se bat nahi karte jo bhi une chhiye hota hai wo ghar me badi bhabhi se ya apani maa se kehate hai muze kuch nahi kehate muze maar pit bhi karte hai meri har choti choti baat ko pakad kar muze galat kehate hai mai us ghar me sirf apane ghar walon ki ijjat ke khatir reh rahi hun us ghar me muze koi nahi puchata mai kya karu our kaise rahun us gharme muze kuch samaz nahi ara mai apane shohar se behat mohobbat karti hun per mere shadi ko 3 saal hui khbhi shohar ki mohabbat kya hoti hai ye nahi malum muze bas un ke sath hambistal hona itanahi malumhua hai mai apani shadi ko bachana chati hun per mere shohar mere sath rehana nahi chahate  
Answer Shohar bivi k liay or bivi shohar k liay ye amal anjam day sakti hay, matloob ko najaiz harakaat o ta,al,luqaat se baaz rakhne or buri adaat o fawahishaat se raah e raast par laanay k liay kisi bhi sherbat par Bismillaah hir rahmaaner raheem or sorah room(sorah#30) ki ayat #21 or sorah maidah(sorah#5) ki ayat#100 ko awwal o aakhir salawaat k saath 41 mertabah perh ker pilain tu wo bad kariyoo se kina kash rahay ga or shohar or bivi k dermiyaan muhabbat main izafa hoga.(Ref:Nawaay Saliheen, Mafhoom e pg#351). Update on dated 05-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.