Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar larki khula lana chti khula k bad wo ye chti h k m dobara us s shadi kru to kia wo ker skti hai. 
Answer Talaq e Khula ki Iddat khatam hone k baad pehle shohar se nikah karna jaiz he, lekin agr iddat k doran dubara rishta barqarar krna chahen to orat ne talaq e khula k badle jo mal shohar ko diya us se wapisi ka mutaliba kre or shoahar wo mal orat ko wapis dede to di hui talaq rijee hojayegi, or talaq e rijee men shohar k ruju krne se wo dobara miyan biwi shumar honge, dubara nikah ki bhi zarurt nahi rahegi. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # 2486-2498). Update on dated –2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.