Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question As salamu alaykum, mein saal 2007 say naukri key bina pareshan hun, jit ne bhi naukri aati gayi usmey 6mahino say zyada naukri nahi karpa rahahun, mein germany, canada bhi gaya tha naukri ki talash mein lakin nakamiyab tha, meri biwi bhi naraz ho kar mujpar ilzzam lagga kar mujey meri pareshani me chodkar mikey chali gayi, meray upar karaz ke bhoj be bahut hey, mujjey kuch wazifa batadey ke meri naukri lag ja ye, merey karaz katam ho aur meri biwi hachey aklak sey wapas akkar merey sat zindagi betayen 
Answer 1-Surah e talaq surah#65 ayat#2 ka akri hissa and ayat#3 puri yani(wa-maei yattqillaha yaj-al lahu makhraja sy........le kulle shaei-in qadra tak) rozana 3 baar parhain,awal-o-aakhir aik martaba durood bhi parh lain,rizq mai bohat izafa hoga,aur agr qarz ada krna hai tu isi ayat ko rozana 21 baar parhain.(ref:book payame shifa, Mafhoom e pg#229) 2- kisi aik namaz k baad har roz 15 mertaba awwal o aakhir salawaat k sath sorah maida(sorah#5) ki ayat# 114 perha karain tu bay hisab rizq ki farawani hogi.(Ref: Nawa e saliheen, Mafhoom e pg#345). Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey).  

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.