Answer |
Hazrat Imam Jaffar Sadiq (a.s) se marvi riwayaat k mutabiq, Surah e yousuf (sura#12) ko likh kar 3 din apne ghar main rakhain or phir use wahan se utha kar ghar ki bahar wali dewaar main chupa dain k koi is se muttale nah ho. (Ref : Dunya Wa Akhirat ki 100 Pareshanion ka hal , pareshani no # 30 ,Mafhoom e pg # 27). Update on dated 02-05-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). |