Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question SALAAM, SIR ME PHELA BHE DO BAR YEHE SAWAL PUCH CHUKA HUN BUT ABHI TAK KOI JAWAB NHI AAYA PLEASE ANSWER ME MERA SAWAL HAI K NIKHA K BD OR SHADI SE PHELA LARKI K LYA ZARORI NHI HAI K KHUD KO PESH KRE LAKIN AGAR KR DETI HAI TO IS BARE ME KIA HUKAM HAI OR AGAR NIKHA K BD HAM BISTARI AGAR KRTE HAI TO US KA BHE WAHE TAREKA HO GA JO SHADI KI PHELI RAT KO HOTA HAI OR KIA SHADI K BD JO HAM BISTARI KA SAWAB HAI WO BHE MILE GA THANKS JAZAKALLAH 
Answer Agr riwaj yehi ho k jab tak rukhsati nahi hoti us wqt tak larki apne apko apne shohar k liye pesh nahi krti, is tarah k goya rukhsati se is ko ek zimni shart samjha jata ho to phir larki per wajib nahi hai jab uska shohar us se mutaliba kre to wo us ki ita’at kre, Albatta Nikah k zariay aurat mard per aur mard aurat per halal ho jate hain, lehaza agr pesh kar chuki ho to un per koi gunah nahi q k jaiz hai.(Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah # after 2327)( Mujtahid se poochhe gaye sawalat,Edition# 2nd,Mafhoom e Maslah # 149, page # 72). Update on dated 20-11-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey) 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.