Print version

Print version

Print version

Question ID  
Mujtahid Name
Question agar asar namaz qza ho gya aur magrib ka waqt ho gya to hum ko kya krna chahiy pahly magrib ki namaz ada kry ya asar ki namaz ada kry.agar asar ki namaz ada kry pahly to us ki niyat qza ki kry ya kuch aur. 
Answer Agar kise ki namaaz asar qaza ho jaay aur namaaz maghrib ki fazilat ka waqt baqi ho to behter ye hai k phele qaza namaaz perhi jaey aur phir namaaz e maghrib perhe jaey laikin phele maghrib perhna jaaiz hay. (Ref:Ayat Ullah Seestani(d.b), Tauzee hul masael,Edition# 35,Mafhoom e Maslah #1365). Update on dated 25-04-2015. (Khuda aap ko Uloom e Aal e Muhammad(s.a.w.w) sekhne ka ajar ata farmaey). 

Answered By Quran-o-Itrat Academy
Topic  

View Other Questions.